iPhone 11 Review! Lena Chahiye ? ya nahi?
Dosto aap sabka swagat hai humare is website
TheSattuNet Me or aaj hum apko batane wale hai iPhone 11 ke bare Me ki kaisa hai device lena chahaiye ya nahi. Agar aap iPhone lene ke bare me soch rahe ho to pehle is post ko zaroor padhe is post me apko puri information diya huva hai ki iPhone lena chahiye ya nahi lena chahiye.
Dosto aap sabko pata hi Hoga ki abhi is vakt jyadatar log android mobile ko chhod ke iPhone use karne lage hai. Or App bhi iPhone lene ke bare me soch rahe hai to pehle is post ko pura zaroor padhiye hum apko is post me iPhone ke reletiv saari jankari dege .
Dosto apple iPhones ke device ki price android device se jyada hoti hai. Or apple company ek top brand compny hai to jyada tar log apple company ke device use karna pasand krte hai. Kyuki apple ke device ka performance bahot achha hota hai.
iPhone Kya Hai?
Dosto iPhone ke mobile hai jisko Apple naam ki company ne banaya hai. Aap sab jante hi hoge kyuki apple company ek top brand company hai . Or apples company ke device ki rate bhi bahot high rehti hai . Kyu high rehti hai iske bare me hun apko aage batayege to aap post ko pura padhe .
Dosto apko apple company ke bare me pta hi Hoga jisme ek apple company ni ek device launch kiya tha IPhone 11 aaj hum apko usi device ke bare me batane wale hai Matlb ki iPhone 11 ka review dene wale hai .
Dosto humne Apple Company ke IPhone 11 ko 3 month ise karne baad apko review de rahe hai. Kyuki apko achhe se bata pate ke iPhone 11 kaisa device hai or isme kya kya Achhi cheezein hai or kya kya kharab cheez hai.
Dosto humne abhi haal hi mai iPhone 11 ki purchase kiya humne use 3 month tak use kiya hai or ab hum apko batayege ke usme kya kya fayde hai or kya kya nuksan hai .
iPhone lene ke kya fayde hai?
Dosto vese to iPhone ke bahot sare fayde hai lekin unme se apko hun jo kuch khaas fayde hai jo hum aapko batayege .
1)dosto iPhone lene ka first fayda ye hai ki apko isme android device ki tarah hang hone ya chipak jane ka probm nahi rahega .
Jyadatar android device me kya hai ki unhe lene ke baad vo kuch samay ke baad hang hone lagte hai lekin apko iPhones me esa kuch dekhne ko milta nahi hai kyuki iPhone ke andar jo processing system lagaye hone vo bahot high qulity ke hote hai is liye apka iPhone android device ki tarah hang nahi karega.
2)iPhone lene ka second fayda ye hai ki apko iPhone ke andar prosesing speed bahot high milega jise aap kuch vi games vagera asani se khel paoge or apka phone leg bhi nahi hoga.
Android device me kya rehta hai ki uska prosesing speed games khelne ke vakt bahot low ho jata hai. Or android ka prosesing system slow hota hai is liye apka mobile leg hone lagta hai.
Lekin apko iPhone me esa kuch dekhne ko nahi milega iPhone bahot achhe se high speed ke sath new mobile jaise work karta hai ese hi karega.
3)third fayda ye hai ki aap isme koi bhi Android application ko dowenlod nahi kar paoge jis se apke mobile virus bhi nahi aa payega or apka device bilkul safe rahega.
4)iPhone ka forth fayda ye hai ki aapko isme gaming performance bahot achha milega jise aap isme aasani battalground pubg mobile ya ese bade bade game aasani se khel paoge bina hang hone ke probms ke.
5)iPhone ka fifth fayda ye hai ki iska look or design bahot hi jyada achha hai to aap use apne hath me pakad ke rakhoge to apko bahot achaa feeling aayega.
Apke hath main apple company ka iPhone dekh ke apke samne hone wala adami bhi apko taraf atrect hoga kyuki apple company ek bahot badi brand company hai is liye.
6)iPhone ka sixth fayda ye hai ki iska camera bahot achaa hai normal android device ke mukabit iska camera bahot achha hai.
Camera ke andar apko isme bahot sare ache ache features dekhne ko milega or isme potraite Color corection etc. ese bahot features milte hai to iPhone ke camera bahot hi achaa hota hai.
To dosto ye the kuch fayde Apple device lene ke apko apples device ke andar or bhi bahot sare achhe ache function and applications milega .
Dosto apne avi iPhone lene ke faydo ke bare me to apko pata chal hi gaya Hoga bahot sare faydo ke bare main. ab apko hum iPhone ke nuksan ke bare me batayege to aage post ko jaroor pdhiye.
iPhone lene ke nuksan kya hai?
Dosto iPhone lene ke bahot sare nuksan bhi jisme bare me ab hum baat karenge .
1)iPhone lene ka first nuksan ye hai ki dosto apko iske andar Battry bahot jaldi khatam ho jayega jaise Android device Battry jyada chalta hai lekin isme apko battry jaldi khatam ho jayega ye main probm apko jyada rahega.
2)android ke mukable iPhone ka price bahot jyada high rahega to apko isme jyada paisa invest karna padega.
iPhone ke price jyada rehte hai kyuki isme bahot aches performance wale software lage rehte hai is liye Android apko saste me mil jayega lekin iPhone nahi milega.
3)iPhone ka third nuksan ye hai ki aap isme koi bhi Android application ko dowenload nahi kar sakte .
Aap jaise ki Android mobile me play store se koi bhi application dowenload karte hai vese app iPhone me dowenload nahi kar paoge .
iPhone lena chahiye? Ya nahi?
Dosto aap sabko ab batate hai ki iPhone lena chahaiye ya nahi to dosto sabse pehle aap ye soch le ki iPhone aap kyu le rahe ho because aap ise personal use or entertainment ke liye le rahe ho to aapke liye bahot achaa hai .
Lekin agar aap ise koi bhi kam ya business ke liye le rahe ho to apko isme probm ho sakti hai jaise ki isme memory ya sd card supprt nahi krta , isme SIM card hi 1 lagta hai etc. ese bahot sare ressions hai jiske vajah se isme aapka kaam nahi ho payega.
Agar aap ise personal use or entertainment ya gaming ke liye le rahe hai to apple ke devices apko bahot kaam ayenge.
To dosto aasha karte hai apko humari post pasand aayi hogi agar apko humari post pasand ayi ho to ise share jaroor kar dena or humare website pe visit karte rehna hum apke liye ese hi interesting topics ke uper posts late rahege .
Thank You…